idea
kabhī dalāl kabhī mantarī ke chakkar meñ
thī dauḌ dhuup mirī naukrī ke chakkar meñ
luTā ke qabr pe pocket kī jā.edād apnī
batā dī maiñ ne mujāvir se bhī murād apnī
kahā ye us ne ki mat paikar-e-ġhulāmī ban
mirī ye raa.e hai to modern svāmī ban
zamīn chāhiye thoḌī sī āshram ke liye
jhukeñge roz minister tire qadam ke liye
kabhi dalal kabhi mantari ke chakkar mein
thi dauD dhup meri naukri ke chakkar mein
luTa ke qabr pe pocket ki jaedad apni
bata di main ne mujawir se bhi murad apni
kaha ye us ne ki mat paikar-e-ghulami ban
meri ye rae hai to modern swami ban
zamin chahiye thoDi si aashram ke liye
jhukenge roz minister tere qadam ke liye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.