jadid shairi
tarz-e-nau keī shā.irī meñ madd-o-jazr-e-bahr-o-sher
uf ġhazab
ek misra fīl-e-be-zanjīr keī zinda misāl
dūsrā ushtur keī dum
tarz-e-nau keī shā.irī keī koī kal sīdhī nahīñ
shahar bhar meñ uuñT bechāra ajab badnām hai
aah uuñT
shā.irī kyā hai
samajh liije ki hai bilkul rabar
khīñche se khiñchtī hai aur chhoḌe se jaatī hai sikuḌ
tarz-e-nau kei shairi mein madd-o-jazr-e-bahr-o-sher
uf ghazab
ek misra fil-e-be-zanjir kei zinda misal
dusra ushtur kei dum
tarz-e-nau kei shairi kei koi kal sidhi nahin
shahar bhar mein unT bechaara ajab badnam hai
aah unT
shairi kya hai
samajh lije ki hai bilkul rabar
khinche se khinchti hai aur chhoDe se jati hai sikuD
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.