jis KHatun ke dil mein shak ka aDDa hota hai
jis ḳhātūn ke dil meñ shak kā aDDa hotā hai
us kā shauhar se rozāna phaDDā hotā hai
itnā soch lo sach kī raah pe chalne se pahle
is ke to har ek qadam par khaDDā hotā hai
aisī nasl-e-nau se kuchh ummīdeñ mat rakhnā
jis kī ik chīchī kā nāḳhun vaDDā hotā hai
us kī murġhī chorī karnā kitnā mushkil hai
us kam-baḳht ne kuttā bāhar chhaDDā hotā hai
us kā abbā rishta dene se inkārī hai
phir bhī us ne khiḌkī se muñh kaDDā hotā hai
jis KHatun ke dil mein shak ka aDDa hota hai
us ka shauhar se rozana phaDDa hota hai
itna soch lo sach ki rah pe chalne se pahle
is ke to har ek qadam par khaDDa hota hai
aisi nasl-e-nau se kuchh ummiden mat rakhna
jis ki ek chichi ka naKHun waDDa hota hai
us ki murghi chori karna kitna mushkil hai
us kam-baKHt ne kutta bahar chhaDDa hota hai
us ka abba rishta dene se inkari hai
phir bhi us ne khiDki se munh kaDDa hota hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.