kam-KHwab ka paiwand
atibbā ne batāyā hai janāb-e-qāsmī ko ye
huī haiñ aap ke dil kī kam-az-kam chaar vessel band
nikālīñ Taañg se aur joḌ dī haiñ dil ke pahlū meñ
lagā hai ḳhuub kyā kam-ḳhvāb meñ ye Taañg kā paivand
atibba ne bataya hai janab-e-qasmi ko ye
hui hain aap ke dil ki kam-az-kam chaar wessel band
nikalin Tang se aur joD di hain dil ke pahlu mein
laga hai KHub kya kam-KHwab mein ye Tang ka paiwand
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 57)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.