kar diya qais ne laila se taqaza haza
kar diyā qais ne lailā se taqāzā haazā
naam ab kar do mire ḳhud hī plāzā haazā
ḳhvāb meñ aa ke chuḌeleñ use samjhātī haiñ
mat malo itnā bhī ruḳhsār pe ġhāza haazā
us ne pūchhā ki mujhe gift meñ kyā doge tum
thaam kar dil ko maiñ kahne lagā haazā haazā
sāhib-e-ḳhāna se kahne lagā bā-zauq Dakait
qabl-az-Dāka ġhazal dekhiye taaza haazā
kar diya qais ne laila se taqaza haza
nam ab kar do mere KHud hi plaza haza
KHwab mein aa ke chuDelen use samjhati hain
mat malo itna bhi ruKHsar pe ghaza haza
us ne puchha ki mujhe gift mein kya doge tum
tham kar dil ko main kahne laga haza haza
sahib-e-KHana se kahne laga ba-zauq Dakait
qabl-az-Daka ghazal dekhiye taza haza
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.