la-sani zanani
apnī zauja ke ta'āruf meñ kahā ik shaḳhs ne
dil se un kā mo'tarif huuñ maiñ zabānī hī nahīñ
chaa.e bhī achchhī banātī haiñ mirī begam magar
muñh banāne meñ to un kā koī saanī hī nahīñ
apni zauja ke ta'aruf mein kaha ek shaKHs ne
dil se un ka mo'tarif hun main zabani hi nahin
chae bhi achchhi banati hain meri begam magar
munh banane mein to un ka koi sani hi nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.