mahir-e-amraaz-e-chashm
maiñ un se pūchā sāhib us kī kyā tadbīr kareñ
jis kī āñkhoñ ko lapkā hai dil par zaḳhm lagāne kā
kahne lage vo 'anvar'-sāhib aap bhī kitne bhole haiñ
mere paas uThā laa.e haiñ kes zanāne thāne kā
main un se pucha sahib us ki kya tadbir karen
jis ki aankhon ko lapka hai dil par zaKHm lagane ka
kahne lage wo 'anwar'-sahib aap bhi kitne bhole hain
mere pas uTha lae hain kes zanane thane ka
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 26)
- Author : Nastaleeq Matbuaat
- Publication : Hassan Abbasi (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.