mar gaya
shā.eroñ ne raat bhar bastī meñ vāvailā kiyā
daad ke hañgāma se puurā mohalla Dar gayā
ik za.īfa apne beTe se ye bolī agle roz
raat kaisā shor thā kyā koī shā.er mar gayā
shaeron ne raat bhar basti mein wawaila kiya
dad ke hangama se pura mohalla Dar gaya
ek zaifa apne beTe se ye boli agle roz
raat kaisa shor tha kya koi shaer mar gaya
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 113)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.