nakaam mohabbat ka har ek dukh sahna
nākām mohabbat kā har ik dukh sahnā
har haal meñ anjām se Darte rahnā
qudrat kā baḌā intiqām hai 'jaidī'
mahbūba kī aulād kā ''māmūñ'' kahnā
nakaam mohabbat ka har ek dukh sahna
har haal mein anjam se Darte rahna
qudrat ka baDa intiqam hai 'jaidi'
mahbuba ki aulad ka mamun kahna
- Book : Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 12)
- Author : Roohi Kanjahi
- Publication : Alhamd Publications (1992)
- Edition : 1992
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.