qalam do chaar aise hi laga leta hun jebon main
qalam do chaar aise hī lagā letā huuñ jeboñ meñ
mire ahbāb meñ is se mirī tauqīr baḌhtī hai
kabhī likhne likhāne kī to naubat hī nahīñ aatī
maiñ naaḌā Daal letā huuñ zarūrat jab bhī paḌtī hai
qalam do chaar aise hi laga leta hun jebon mein
mere ahbab mein is se meri tauqir baDhti hai
kabhi likhne likhane ki to naubat hi nahin aati
main naDa Dal leta hun zarurat jab bhi paDti hai
- Book : Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 88)
- Author : Roohi Kanjahi
- Publication : Alhamd Publications (1992)
- Edition : 1992
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.