signal
traffic ke ik afsar se ye bolīñ ek muhtarma
hameñ majbūr kyuuñ karte ho tum rukne-rukāne par
hamārī umr ab aisī hai ham siiTī nahīñ sunte
rukā karte the ḳhush ho kar kabhī siiTī bajāne par
traffic ke ek afsar se ye bolin ek muhtarma
hamein majbur kyun karte ho tum rukne-rukane par
hamari umr ab aisi hai hum siTi nahin sunte
ruka karte the KHush ho kar kabhi siTi bajaane par
- Book : Anwar Masood Se Khalid Masood Tak (Pg. 129)
- Author : Hassan Abbasi
- Publication : Nastaleeq Matbuaat (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.