zaid se zaidi bana aur bakr se bakri hua
zaid se zaidī banā aur bakr se bakrī huā
sāmnā buzdil se thā maiñ is liye bakrī huā
yuuñ sajā rakkhā thā qurbānī kā bakrā shoḳh ne
dil hamārā dekhte hī dekhte bakrī huā
zaid se zaidi bana aur bakr se bakri hua
samna buzdil se tha main is liye bakri hua
yun saja rakkha tha qurbani ka bakra shoKH ne
dil hamara dekhte hi dekhte bakri hua
- Book : Muntakhab Shahekar Mazahiya Shayari (Pg. 94)
- Author : Roohi Kanjahi
- Publication : Alhamd Publications (1992)
- Edition : 1992
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.