Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

diwangi mein gah hanse gah ro chuke

Meer Taqi Meer

diwangi mein gah hanse gah ro chuke

Meer Taqi Meer

MORE BYMeer Taqi Meer

    dīvāngī meñ gaah hañse gaah ro chuke

    vahshat bahut thī tāqat-e-dil haa.e kho chuke

    ifrāt-e-ishtiyāq meñ samjhe na apnā haal

    dekhe haiñ soch kar ke to ab ham bhī ho chuke

    kahtā hai 'mīr' sāñjh se aaj dard-e-dil

    aisī kahānī garche niñdhī hai to so chuke

    diwangi mein gah hanse gah ro chuke

    wahshat bahut thi taqat-e-dil hae kho chuke

    ifraat-e-ishtiyaq mein samjhe na apna haal

    dekhe hain soch kar ke to ab hum bhi ho chuke

    kahta hai 'mir' sanjh hi se aaj dard-e-dil

    aisi kahani garche nindhi hai to so chuke

    Source :
    • Book : MIRIYAAT - Diwan No- 2, Ghazal No- 0985
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now