kab se hai bagh ke pas-e-diwar bash-o-bud
kab se hai baaġh ke pas-e-dīvār bāsh-o-būd
mushkil kareñ haiñ jaise giraftār bāsh-o-būd
duniyā meñ apne rahne kā kyā taur ham kaheñ
zindāñ meñ juuñ kareñ haiñ gunahgār bāsh-o-būd
be-yār kis kā jiine ko jī chāhtā hai 'mīr'
karte haiñ ham sitam-zada nā-chār bāsh-o-būd
kab se hai bagh ke pas-e-diwar bash-o-bud
mushkil karen hain jaise giraftar bash-o-bud
duniya mein apne rahne ka kya taur hum kahen
zindan mein jun karen hain gunahgar bash-o-bud
be-yar kis ka jine ko ji chahta hai 'mir'
karte hain hum sitam-zada na-chaar bash-o-bud
- Book : MIRIYAAT - Diwan No- 4, Ghazal No- 1379
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.