Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

agar tum tak merii aavaaz nahii.n pahu.nch rahii hai

Afzal Ahmad Syed

agar tum tak merii aavaaz nahii.n pahu.nch rahii hai

Afzal Ahmad Syed

MORE BYAfzal Ahmad Syed

    agar tum tak merii aavaaz nahii.n pahu.nch rahii hai

    us me.n ek baazgasht shaamil kar lo

    puraanii daastaano.n kii baazgasht

    aur us me.n

    ek shaahzaadii

    aur shaahzaadii me.n apnii KHuub-suuratii

    aur apnii KHuub-suuratii me.n

    ek chaahne vaale kaa dil

    aur chaahne vaale ke dil me.n

    ek KHanjar

    agar tum tak merii aavaaz nahii.n pahu.nch rahii hai

    us me.n ek baazgasht shaamil kar lo

    puraanii daastaano.n kii baazgasht

    aur us me.n

    ek shaahzaadii

    aur shaahzaadii me.n apnii KHuub-suuratii

    aur apnii KHuub-suuratii me.n

    ek chaahne vaale kaa dil

    aur chaahne vaale ke dil me.n

    ek KHanjar

    Source :
    • Book : AN EVENING OF CAGED BEASTS (Pg. 48)
    • Author : Asif Farrukhi
    • Publication : Ameena Saiyid, Oxford University (1999)
    • Edition : 1999
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now