ajnabii
ko.ii din aisaa nikle
sub.h ko.ii aisii bhii ho
baarishe.n jagaa.e.n hame.n
chaa.ndnii raat ke baa'd
kuchh aa.he.n nikle
saa.ns bhii machle ko.ii
dha.Dkan Dar ke phisle
mulaaqaat ke baa'd
dekhe.n to kidhar
batlaa.e.n to kyaa
javaab na ho ko.ii
savaalaat ke baa'd
kyaa naam de.n inhe.n
kyaa shanaaKHt kare.n
puuchhe gar ko.ii tere
nishaanaat ke baa'd
barso.n ke baavajuud
'umr ke pare aaj bhii
anaa.Dii hii rahe kitne
tajrabaat ke baa'd
ko.ii din aisaa nikle
sub.h ko.ii aisii bhii ho
baarishe.n jagaa.e.n hame.n
chaa.ndnii raat ke baa'd
kuchh aa.he.n nikle
saa.ns bhii machle ko.ii
dha.Dkan Dar ke phisle
mulaaqaat ke baa'd
dekhe.n to kidhar
batlaa.e.n to kyaa
javaab na ho ko.ii
savaalaat ke baa'd
kyaa naam de.n inhe.n
kyaa shanaaKHt kare.n
puuchhe gar ko.ii tere
nishaanaat ke baa'd
barso.n ke baavajuud
'umr ke pare aaj bhii
anaa.Dii hii rahe kitne
tajrabaat ke baa'd
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.