black out
vo ik sahmaa hu.aa chhoTaa saa bachcha thaa
aur us ke imtihaa.n nazdiik the
apnii kitaabo.n se abhii us ko
bahut chiize.n zabaanii yaad karnaa thii.n
magar us raat us ke shahr kii
sab battiyaa.n gul thii.n
use pa.Dhnaa thaa
lekin raushnii bas duur topo.n ke dahaano.n
se nikaltii thii
vo ik sahmaa hu.aa chhoTaa saa bachcha thaa
aur us ke imtihaa.n nazdiik the
apnii kitaabo.n se abhii us ko
bahut chiize.n zabaanii yaad karnaa thii.n
magar us raat us ke shahr kii
sab battiyaa.n gul thii.n
use pa.Dhnaa thaa
lekin raushnii bas duur topo.n ke dahaano.n
se nikaltii thii
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.