Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHvaabo.n kii taa'biir

Hafeez Tabassum

KHvaabo.n kii taa'biir

Hafeez Tabassum

MORE BYHafeez Tabassum

    mai.n KHudaa ke darvaaze par

    bhiik maa.ngne aayaa huu.n

    un KHvaabo.n kii taa'biir kii bhiik

    jo bachpan me.n dekhe

    jo titlii kii tarah numuud-o-numaa.ish ke baGair

    phuulo.n par u.Dte phirte the

    chaukiidaar farishte ne darvaaza khol kar

    javaab diyaa

    KHudaa tumhaare liye

    na.e KHvaab banaane me.n masruuf hai

    har roz jin kii taa'biir

    nahii.n badlii jaa.egii

    mai.n KHudaa ke darvaaze par

    bhiik maa.ngne aayaa huu.n

    un KHvaabo.n kii taa'biir kii bhiik

    jo bachpan me.n dekhe

    jo titlii kii tarah numuud-o-numaa.ish ke baGair

    phuulo.n par u.Dte phirte the

    chaukiidaar farishte ne darvaaza khol kar

    javaab diyaa

    KHudaa tumhaare liye

    na.e KHvaab banaane me.n masruuf hai

    har roz jin kii taa'biir

    nahii.n badlii jaa.egii

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now