mohabbat martii nahii.n
mahaktii hai ye KHushbuu kii tarah
bikhartii hai ye phuulo.n kii tarah
Tapaktii hai ye os ke qatro.n ke maanind
kabhii garaj ke barastii hai saavan kii tarah
dau.Dtii hai rago.n me.n lahuu kii tarah
dilo.n se kabhii ye utartii nahii.n
mohabbat kabhii martii nahii.n
mahaktii hai ye KHushbuu kii tarah
bikhartii hai ye phuulo.n kii tarah
Tapaktii hai ye os ke qatro.n ke maanind
kabhii garaj ke barastii hai saavan kii tarah
dau.Dtii hai rago.n me.n lahuu kii tarah
dilo.n se kabhii ye utartii nahii.n
mohabbat kabhii martii nahii.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.