phailaa samundar
fasaana likhne ke baa'd
apnii kitaab ke jab
KHaalii panno.n ko dekhtaa huu.n
to mahsuus hotaa hai
vo kinaaraa
jis pe kha.De ham
dekh rahe ek
phailaa samundar
aur us ke baa'd
kuchh nahii.n
fasaana likhne ke baa'd
apnii kitaab ke jab
KHaalii panno.n ko dekhtaa huu.n
to mahsuus hotaa hai
vo kinaaraa
jis pe kha.De ham
dekh rahe ek
phailaa samundar
aur us ke baa'd
kuchh nahii.n
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.