Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

us lamhe zaruur aanaa

Muazzama Naqwi

us lamhe zaruur aanaa

Muazzama Naqwi

MORE BYMuazzama Naqwi

    mire jism kii har sakat jab maa.nd pa.D jaa.e

    mirii ruuh jab mire jism se parvaaz kar jaa.e

    to us lamhe tum zaruur aanaa

    sisakte shahr kii viiraan galiyo.n me.n

    apnii chaahat ke taaj mahal kii

    mismaar 'imaarat ko dekhne zaruur aanaa

    aur mere sard ho.nTo.n par

    apnii garm peshaanii rakh kar

    itnii baat kah denaa

    jaan

    tuu merii mohabbat thii

    mire jism kii har sakat jab maa.nd pa.D jaa.e

    mirii ruuh jab mire jism se parvaaz kar jaa.e

    to us lamhe tum zaruur aanaa

    sisakte shahr kii viiraan galiyo.n me.n

    apnii chaahat ke taaj mahal kii

    mismaar 'imaarat ko dekhne zaruur aanaa

    aur mere sard ho.nTo.n par

    apnii garm peshaanii rakh kar

    itnii baat kah denaa

    jaan

    tuu merii mohabbat thii

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now