zaruurat
udaasii ke mausam me.n
tanhaa.ii kii bahaar me.n
zehnii dabaa.o aur pareshaaniyo.n ke phuul se bharaa meraa aa.ngan
aur un kii nashv-o-numaa me.n barsar-e-paikaar
tere tasavvur me.n bahe anginat aa.nsuu
na-jaane kab kaise aur kahaa.n
tuu aa kar po.nchhegaa
udaasii ke mausam me.n
tanhaa.ii kii bahaar me.n
zehnii dabaa.o aur pareshaaniyo.n ke phuul se bharaa meraa aa.ngan
aur un kii nashv-o-numaa me.n barsar-e-paikaar
tere tasavvur me.n bahe anginat aa.nsuu
na-jaane kab kaise aur kahaa.n
tuu aa kar po.nchhegaa
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.