Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main aur mera KHuda

Muneer Niyazi

main aur mera KHuda

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    lākhoñ shakloñ ke mele meñ tanhā rahnā merā kaam

    bhes badal kar dekhte rahnā tez havāoñ kohrām

    ek taraf āvāz sūraj ek taraf ik gūñgī shaam

    ek taraf jismoñ ḳhushbū ek taraf us anjām

    ban gayā qātil mere liye to apnī nazroñ daam

    sab se baḌā hai naam ḳhudā us ke baad hai merā naam

    lakhon shaklon ke mele mein tanha rahna mera kaam

    bhes badal kar dekhte rahna tez hawaon ka kohram

    ek taraf aawaz ka suraj ek taraf ek gungi sham

    ek taraf jismon ki KHushbu ek taraf us ka anjam

    ban gaya qatil mere liye to apni hi nazron ka dam

    sab se baDa hai nam KHuda ka us ke baad hai mera nam

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    main aur mera KHuda Nomaan Shauque

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now