ayyashi
mahbūb kī mānind iThlā.e
ma.ashūq kī sūrat sharmā.e
hariyālī kā āñchal oḌhe
har shāḳh havā meñ raqsāñ hai
maiñ pyār-bharī nazroñ se unheñ
muskātī dekhe jaatī huuñ
shāmoñ meñ peḌoñ ko taknā
hai merī nazar kī ayyāshī
mahbub ki manind iThlae
mashuq ki surat sharmae
hariyali ka aanchal oDhe
har shaKH hawa mein raqsan hai
main pyar-bhari nazron se unhen
muskati dekhe jati hun
shamon mein peDon ko takna
hai meri nazar ki ayyashi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.