Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aadhi ghazal

Masuda Imam

aadhi ghazal

Masuda Imam

MORE BYMasuda Imam

    Interesting Fact

    غالب سے معذرت کے ساتھ

    paḌh ke juġhrāfiya samajh leñge

    abr kyā chiiz hai havā kyā hai

    vote lene ko ā.eñge jhuk kar

    jo nahīñ jānte vafā kyā hai

    sar se tak supurdagī adā

    ilāhī ye mājrā kyā hai

    march ikattis luuT hai yaaro

    muft haath aa.e to burā kyā hai

    dastaḳhat kar ke blank check de de

    aur darvesh duā kyā hai

    haal qaabū meñ hai vo kahte haiñ

    phir ye hangāma ai ḳhudā kyā hai

    paDh ke jughrafiya samajh lenge

    abr kya chiz hai hawa kya hai

    wote lene ko aaenge jhuk kar

    jo nahin jaante wafa kya hai

    sar se pa tak supurdagi ki ada

    ya ilahi ye majra kya hai

    march ikattis ki luT hai yaro

    muft hath aae to bura kya hai

    dastaKHat kar ke blank check de de

    aur darwesh ki dua kya hai

    haal qabu mein hai wo kahte hain

    phir ye hangama ai KHuda kya hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now