aagahi azab hai
mujhe āvāz nā denā
palaT kar maiñ na aa jā.ūñ
mujhe sab yaad haiñ raste
maiñ tujh tak aa bhī saktā huuñ
agar vo sehr kī
nagrī jahāñ darvāze jaadū ke
jo mere chhūne se khulte haiñ gar phir chhū liyā maiñ ne unhī meñ se kisī ko to
maiñ andar aa bhī saktā huuñ
mujhe tum rāsta nā do
mujhe aawaz na dena
palaT kar main na aa jaun
mujhe sab yaad hain raste
main tujh tak aa bhi sakta hun
agar wo sehr ki
nagri jahan darwaze jadu ke
jo mere chhune se khulte hain gar phir chhu liya main ne unhi mein se kisi ko to
main andar aa bhi sakta hun
mujhe tum rasta na do
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.