aagahi
nisfunnahār se merī sochoñ kā āftāb
rakhtā hai layer layer merī ziist kī kitāb
mujh meñ idhar bichhā ke ye dariyā yaqīn ke
Thokar udhar lagā ke dikhā ke mujhe sarāb
ai al-amāñ ye bhaḌkī huī āgahī kī pyaas
dasht-e-junūñ meñ chīḳh rahī huuñ maiñ aab aab
nisfunnahaar se meri sochon ka aaftab
rakhta hai layer layer meri zist ki kitab
mujh mein idhar bichha ke ye dariya yaqin ke
Thokar udhar laga ke dikha ke mujhe sarab
ai al-aman ye bhaDki hui aagahi ki pyas
dasht-e-junun mein chiKH rahi hun main aab aab
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.