aaine
ye ā.īne haiñ
apne zarf kī mānind hī to aks dete haiñ
muhaddab ā.īne ik rākshas kā ruup dene meñ
muaqqar ā.īne baunā banā dete haiñ mujh ko
saada ā.īne bechāre ḳhud hairān haiñ
bhalā vo kyā batā sakte haiñ kyā huuñ
maiñ dil ke ā.īne meñ DhūñDhtā huuñ
ḳhud ko kab se
ye aaine hain
apne zarf ki manind hi to aks dete hain
muhaddab aaine ek rakshas ka rup dene mein
muaqqar aaine bauna bana dete hain mujh ko
sada aaine bechaare KHud hairan hain
bhala wo kya bata sakte hain kya hun
main dil ke aaine mein DhunDhta hun
KHud ko kab se
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.