aaKHiri alamiya
hamāre bāl-o-par meñ
āsmāñ paimā.ī likkhī thī
kisī marte parinde ne
hameñ parvāz sauñpī thī
hameñ is intihā-e-shab meñ phir
tanhā
sitāre chugne jaanā hai
sitāro
ham kise e.ajāz baḳhsheñge
kise apne paroñ kī gard se lipTī huī
ye āḳhirī parvāz baḳhsheñge
hamare baal-o-par mein
aasman paimai likkhi thi
kisi marte parinde ne
hamein parwaz saunpi thi
hamein is intiha-e-shab mein phir
tanha
sitare chugne jaana hai
sitaro
hum kise eajaz baKHshenge
kise apne paron ki gard se lipTi hui
ye aaKHiri parwaz baKHshenge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.