Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaKHiri KHwahish

Mazhar Mehdi

aaKHiri KHwahish

Mazhar Mehdi

MORE BYMazhar Mehdi

    kab tak tum apnī aag meñ jalte rahoge

    kab tak suunā charāġh jaltā rahe

    kabhī tumhāre āñgan meñ bhī koī utre

    lahū ke charāġh jalā.e hue

    tumhāre sāyoñ se bhī pyaar kare

    tum puure chāñd ke saath gaao

    ghup añdhere meñ bhī nācho

    ye tamanna bhī puurī ho

    aur maiñ ye manzar

    raakh ke Dher se

    aur kabhī

    pātāl se dekhūñ

    kab tak tum apni aag mein jalte rahoge

    kab tak suna charagh jalta rahe

    kabhi tumhaare aangan mein bhi koi utre

    lahu ke charagh jalae hue

    tumhaare sayon se bhi pyar kare

    tum pure chand ke sath gao

    ghup andhere mein bhi nacho

    ye tamanna bhi puri ho

    aur main ye manzar

    rakh ke Dher se

    aur kabhi

    patal se dekhun

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now