Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaKHiri manzar se pahle ek manzar

Mazhar Mehdi

aaKHiri manzar se pahle ek manzar

Mazhar Mehdi

MORE BYMazhar Mehdi

    kitne gunāhoñ vajūd

    kitnī rāteñ

    mere dam se zinda haiñ

    kitnī āñkhoñ fusūñ

    kitne lab abhī tishna haiñ

    kahne do mujhe

    aur kuchh kahne do

    mujhe band na karo

    is siyāh raat ke tābūt meñ

    jis siyāh raushnā.ī ban nahīñ saktī

    kitne gunahon ka wajud

    kitni raaten

    mere dam se zinda hain

    kitni aankhon ka fusun

    kitne lab abhi tishna hain

    kahne do mujhe

    aur kuchh kahne do

    mujhe band na karo

    is siyah raat ke tabut mein

    jis ki siyah raushnai ban nahin sakti

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now