Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaKHiri safar

Aftab Shamsi

aaKHiri safar

Aftab Shamsi

MORE BYAftab Shamsi

    mustaqbil jholī meñ ham girte raheñge

    daana daana

    maazī lambī Dorī se kaTte raheñge

    lamha, lamha

    āḳhir ik din

    dhāge meñ bikhre daane TuuTe lamhoñ

    haar piro kar

    taaq meñ tum sab rakh doge!

    mustaqbil ki jholi mein hum girte rahenge

    dana dana

    mazi ki lambi Dori se kaTte rahenge

    lamha, lamha

    aaKHir ek din

    dhage mein bikhre dane TuTe lamhon ka

    haar piro kar

    taq mein tum sab rakh doge!

    Source :
    • Book : Khla Ki Dhund Men Ham Chal Rahe Hain (Pg. 34)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now