aankhen
jiine ke ma.anī āñkheñ haiñ
terī āñkheñ jiinā bhī haiñ jiine kā uslūb bhī haiñ
ā.ankhoñ se ā.ankhoñ ke milne meñ jo lazzat hai
vo jiine kī lazzat hai
maiñ ne terī ā.ankhoñ se dukh sah kar bhī jiinā sīkhā
jab se in ā.ankhoñ se duur huā huuñ
maiñ jiinā bhuul gayā huuñ
apnā rasta bhuul gayā huuñ
jine ke mani aankhen hain
teri aankhen jina bhi hain jine ka uslub bhi hain
aaankhon se aaankhon ke milne mein jo lazzat hai
wo jine ki lazzat hai
main ne teri aaankhon se dukh sah kar bhi jina sikha
jab se in aaankhon se dur hua hun
main jina bhul gaya hun
apna rasta bhul gaya hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.