Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aap kaise hanste hain

Rais Farogh

aap kaise hanste hain

Rais Farogh

koī aise hañse

hañsne vaale marzī hai jaise hañse

koī hañse to ghuñghrū bājeñ koī hañse to Dhol

ek hañsī hai sīdhī-sādhī ek hañsī meñ jhol

hañsne vaale aise bhī haiñ jo be-bāt hañseñ

aise log bhī dekhe sab jin ke saath hañseñ

vo bhī haiñ jo hañste hañste hāthoñ ko lahrā.eñ

vo bhī haiñ jo hañste hañste bal bhī khāte jaa.eñ

haahā haahā koī hañse aur koī hī-hī hī-hī

koī hū-hū hū-hū koī khī-khī khī-khī

koi aise hanse

hansne wale ki marzi hai jaise hanse

koi hanse to ghunghru bajen koi hanse to Dhol

ek hansi hai sidhi-sadhi ek hansi mein jhol

hansne wale aise bhi hain jo be-baat hansen

aise log bhi dekhe sab hi jin ke sath hansen

wo bhi hain jo hanste hanste hathon ko lahraen

wo bhi hain jo hanste hanste bal bhi khate jaen

haha haha koi hanse aur koi hi-hi hi-hi

koi hu-hu hu-hu hu koi khi-khi khi-khi

Tagged Under

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now