aap palkon ko uThati hain to dil milte hain
aap kī naaf se juḌ pā.ūñ
to ḳhud ko bhī dikhūñ
aap kī zulf jo lahrā.e
to saañs aa.e mujhe
ḳhāl-o-ḳhad aap ke oḌhūñ to janam le pā.ūñ
aap ke 'aks kī lau se hai charāġhoñ kā vujūd
aap ke pā.eñche chhū kar ye zamīñ raqs meñ hai
chaap jab aap kī sunte haiñ
to gul khilte haiñ
aap palkoñ ko uThātī haiñ
to dil milte haiñ
aap palkoñ ko uThātī haiñ
to dil milte haiñ
aap ki naf se juD paun
to KHud ko bhi dikhun
aap ki zulf jo lahrae
to sans aae mujhe
KHal-o-KHad aap ke oDhun to janam le paun
aap ke 'aks ki lau se hai charaghon ka wujud
aap ke paenche chhu kar ye zamin raqs mein hai
chap jab aap ki sunte hain
to gul khilte hain
aap palkon ko uThati hain
to dil milte hain
aap palkon ko uThati hain
to dil milte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.