Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aashirwad

Faraz Hamidi

aashirwad

Faraz Hamidi

MORE BYFaraz Hamidi

    sub.h ik na.ī dul.han

    raat thakan se chuur

    niiñd ke ḳhumāroñ meñ

    apnī har paḌosan ke

    paañv chhūne jaatī hai

    aur apne kamre meñ

    ā.īne ke sāmne

    apnī har paḌosan

    jumla gungunātī hai

    chaugune hoñ tere bhaag

    amar rahe tirā suhāg

    subh ek nai dulhan

    raat ki thakan se chur

    nind ke KHumaron mein

    apni har paDosan ke

    panw chhune jati hai

    aur apne kamre mein

    aaine ke samne

    apni har paDosan ka

    jumla gungunati hai

    chaugune hon tere bhag

    amar rahe tera suhag

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now