aawagwan
vāpsī
vāpsī
shikasta
būḌhe shahr
terī galiyāñ na jaane kab se
ukhḌe hue sāñsoñ kī tarah
bāham ulajhtī rahī haiñ
miTTī
aur faulād
aur lakḌī ke shahr
meñ muqaddar kī misāl
ek baar phir palaT aayā huuñ
wapsi
wapsi
shikasta
buDhe shahr
teri galiyan na jaane kab se
ukhDe hue sanson ki tarah
baham ulajhti rahi hain
miTTi
aur faulad
aur lakDi ke shahr
mein muqaddar ki misal
ek bar phir palaT aaya hun
- Book : saugaat-2-3 (Pg. 119)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.