Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aawaz

MORE BYNahid Akhtar Balooch

    vo jab mujh se boltā hai to

    duniyā saarī āvāzeñ

    mīThī tāneñ madhur zabāneñ

    us ke ik ik mīThe bol pe

    sar dhuntī haiñ

    us bāteñ

    saat suroñ meñ

    ek anokhā sur bantī haiñ

    itnā mīThā lahja us

    vo bole to

    duniyā saarī āvāzeñ

    chup rah kar us ko suntī haiñ

    wo jab mujh se bolta hai to

    duniya ki sari aawazen

    miThi tanen madhur zabanen

    us ke ek ek miThe bol pe

    sar dhunti hain

    us ki baaten

    sat suron mein

    ek anokha sur banti hain

    itna miTha lahja us ka

    wo bole to

    duniya ki sari aawazen

    chup rah kar us ko sunti hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now