Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

aaweze

MORE BYNaeem Zarrar Ahmad

    tere nau-ḳhez āveze

    ye dil-āvez āveze

    zarā tum jo ruktī ho

    palaT kar muskurātī ho

    tere gāloñ ko chhūte haiñ

    sharārat ḳhez āveze

    tujhe paane ḳhvāhish ko

    kareñ mahmez āveze

    sitam-añgez āveze

    ye dil-āvez āveze

    tere nau-KHez aaweze

    ye dil-awez aaweze

    zara sa tum jo rukti ho

    palaT kar muskuraati ho

    tere galon ko chhute hain

    shararat KHez aaweze

    tujhe pane ki KHwahish ko

    karen mahmez aaweze

    sitam-angez aaweze

    ye dil-awez aaweze

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now