achchha bachcha
sub.h-savere Time par hī
aa jaatā huuñ maiñ schōl
har din apnā kaam huuñ kartā
kabhī na kartā is meñ bhuul
sab bachchoñ se pyaar huuñ kartā
ye hai merā ek usuul
achchhā bachcha kahte mujh ko
maiñ huuñ sab kī aañkh kā phuul
subh-sawere Time par hi
aa jata hun main school
har din apna kaam hun karta
kabhi na karta is mein bhul
sab bachchon se pyar hun karta
ye hai mera ek usul
achchha bachcha kahte mujh ko
main hun sab ki aankh ka phul
- Book : Ghunchay (Pg. 33)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.