‘ainakon ka saudagar
rakh ke sandūq nīche khaḌā ho gayā
biich raste meñ vo
āsmāñ kī taraf TakTakī bāñdh kar
us ke atrāf jab
bhiiḌ sī lag ga.ī
kyā ḳhalā meñ hai ye dekhne ke liye
sab kī nazreñ jab ākāsh par jam ga.iiñ
vo jhukā
us ne sandūq vā kar diyā
aur phir us kā byopār chalne lagā
rakh ke sanduq niche khaDa ho gaya
bich raste mein wo
aasman ki taraf TakTaki bandh kar
us ke atraf jab
bhiD si lag gai
kya KHala mein hai ye dekhne ke liye
sab ki nazren jab aakash par jam gain
wo jhuka
us ne sanduq wa kar diya
aur phir us ka byopar chalne laga
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.