ajal sarae tirgi
maiñ ghup añdhere meñ jā chhupā thā
ki raushnī merī jaañ kī bairī
mirā ta.āqub na karne paa.e
magar añdhere
gursاna-jāñ ankabūt kī shātirī dikhā kar
mujhe nahīf-o-nazār pā kar
ḳhud apne jaale meñ kas ke mere badan ko mismār kar chuke the!
main ghup andhere mein ja chhupa tha
ki raushni meri jaan ki bairi
mera taaqub na karne pae
magar andhere
gursاna-jaan ankabut ki shatiri dikha kar
mujhe nahif-o-nazar pa kar
KHud apne jale mein kas ke mere badan ko mismar kar chuke the!
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.