ajnabi shahr ke
ajnabī hoñ ki hoñ
ajnabī shahr ke
ajnabī bām-o-dar
ajnabī rāste
ek hī se lage
ek jaise lage
maiñ jahāñ bhī gayā
jis taraf bhī gayā
raqs kartī chalīñ
saath parchhā.iyāñ
ajnabī shahr ke
ajnabī bām-o-dar
kyā shajar
kyā hajar
ek hī se lage
ek jaise lage
ek hī jism kī
baḌh ke laa.e ḳhabar
ajnabi hon ki hon
ajnabi shahr ke
ajnabi baam-o-dar
ajnabi raste
ek hi se lage
ek jaise lage
main jahan bhi gaya
jis taraf bhi gaya
raqs karti chalin
sath parchhaiyan
ajnabi shahr ke
ajnabi baam-o-dar
kya shajar
kya hajar
ek hi se lage
ek jaise lage
ek hi jism ki
baDh ke lae KHabar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.