album
umr-e-rafta ke reshmī lamhe
dhund meñ kho ga.e dhuāñ ban kar
naġhma o rañg ke sabhī mausam
rah ga.e zehn meñ ḳhizāñ ban kar
ban gayā haal katba-e-māzī
kaisī duniyā hai us kā har manzar
sañg-basta azaab lagtā hai
āñsuoñ kī kitāb lagtā hai
umr-e-rafta ke reshmi lamhe
dhund mein kho gae dhuan ban kar
naghma o rang ke sabhi mausam
rah gae zehn mein KHizan ban kar
ban gaya haal katba-e-mazi
kaisi duniya hai us ka har manzar
sang-basta azab lagta hai
aansuon ki kitab lagta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.