algani
alganī jo dhuup meñ laTak rahī thī TuuT ke
usī ko phir se bāñdh ke
sabz rang kā reshmī libās us pe Taañg ke vo ḳhush hui hai is qadr ki jaise us ne pā liye hoñ gur sabhī
hayāt ke
magar use nahīñ pata ye alganī jo TuuT ke laTak rahī thī dhuup meñ
ye ab bahut udaas hai
algani jo dhup mein laTak rahi thi TuT ke
usi ko phir se bandh ke
sabz rang ka reshmi libas us pe Tang ke wo KHush hui hai is qadr ki jaise us ne pa liye hon gur sabhi
hayat ke
magar use nahin pata ye algani jo TuT ke laTak rahi thi dhup mein
ye ab bahut udas hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.