an-had
ye chāñd ye sitāre
falak farsh regzār
sahme hue pahāḌ
jangal meñ narm narm
harī pattiyoñ kī sej
ḳhushbuoñ ke Dher
kāñToñ kī lan-tarāniyāñ
retoñ kī rel-pel
sab kuchh bas ek ḳhaak kī
muTThī meñ aa gayā
an-had kā shāhkār bhī
an-had sā ho gayā
ye chand ye sitare
falak farsh regzar
sahme hue pahaD
jangal mein narm narm
hari pattiyon ki sej
KHushbuon ke Dher
kanTon ki lan-taraniyan
reton ki rel-pel
sab kuchh bas ek KHak ki
muTThi mein aa gaya
an-had ka shahkar bhi
an-had sa ho gaya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.