ana
anā
anā ke parvat se
tum ko chāhat
bahut hī chhoTī dikhā.ī degī
tumheñ takabbur ke ġhaar meñ is
sadā mirī kyā sunā.ī degī
tumhāre kūche se jā rahā huuñ vafā kī mayyat uThā ke lekin
tumheñ kabhī na sukūñ milegā
sazā vo tum ko ḳhudā.ī degī
mujhe talāshogī dar-ba-dar tum
galī galī tum duhā.ī dogī
ana
ana ke parwat se
tum ko chahat
bahut hi chhoTi dikhai degi
tumhein takabbur ke ghaar mein is
sada meri kya sunai degi
tumhaare kuche se ja raha hun wafa ki mayyat uTha ke lekin
tumhein kabhi na sukun milega
saza wo tum ko KHudai degi
mujhe talashogi dar-ba-dar tum
gali gali tum duhai dogi
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.