Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne badan ka KHauf

Mahmooda Ghaziya

apne badan ka KHauf

Mahmooda Ghaziya

MORE BYMahmooda Ghaziya

    vāqi.āt aur yādeñ

    chhoTī chhoTī ma.amūlī bāteñ

    havās ko rauñdne lagtī haiñ

    dimāġh be-shumār lachhchhiyāñ

    khīñchne aur ulajhne lagtī haiñ

    aur shiryānoñ meñ lahū paara ban kar chubhne lagtā hai

    waqiat aur yaaden

    chhoTi chhoTi mamuli baaten

    hawas ko raundne lagti hain

    dimagh ki be-shumar lachhchhiyan

    khinchne aur ulajhne lagti hain

    aur shiryanon mein lahu para ban kar chubhne lagta hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now