aql o daulat ke KHazane
zard paanī meñ Dubo kar
maiñ bhī gardan kī rageñ
cigarretoñ ke adh-jale TukḌoñ se khelā huuñ maiñ bahut
jān-dāroñ kī halākat
aur un ke jism pe mirchoñ kī tah
phephaḌoñ ke gird ik kaalī lakīr
mujh ko aane vaale vaqtoñ kī gavāhī de ga.ī
aql aur daulat ke jitne bhī ḳhazāne paas the
dostoñ kī mehrbānī khā ga.ī
zard pani mein Dubo kar
main bhi gardan ki ragen
cigarreton ke adh-jale TukDon se khela hun main bahut
jaan-daron ki halakat
aur un ke jism pe mirchon ki tah
phephaDon ke gird ek kali lakir
mujh ko aane wale waqton ki gawahi de gai
aql aur daulat ke jitne bhi KHazane pas the
doston ki mehrbani kha gai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.