azal se abad
mere hāthoñ ne tujh ko chhuā tak nahīñ
mujh ko sūraj kī us raushnī kī qasam
tū kahīñ bhī rahe
maiñ kahīñ bhī rahūñ
dil tire paas hai
maiñ azal se abad tak tire saath huuñ
tū mire saath hai
mere hathon ne tujh ko chhua tak nahin
mujh ko suraj ki us raushni ki qasam
tu kahin bhi rahe
main kahin bhi rahun
dil tere pas hai
main azal se abad tak tere sath hun
tu mere sath hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.